jab tera hukam mila tark mohabbat kar di
dil magar is par woh dhadka ke qayamat kar di
main to samjha tha laut aate hain jaane waale
tune ja kar to juda meri kismat kar di
dil magar is par woh dhadka ke qayamat kar di
main to samjha tha laut aate hain jaane waale
tune ja kar to juda meri kismat kar di