Deed Heraan Us Gali Mai Hai
Kya Ajab Shaan Us Gali Mai Hai
har Baat Main Jaan Se Guzar Jana
Kitna Asaan Us Gali Main Hai
Aur Ek Baar Mujh Ko Jane Do
Sara Samaan Us Gali Mai Hai
Kya Khabar In Mehal Nasheenon Ko
Apni Jo Aan Us Gali Mai Hai
Kya Bataoon Hai Kya Woh Jaan Gali
Meri To Jaan Us Gali Mai Hai
Kya Ajab Shaan Us Gali Mai Hai
har Baat Main Jaan Se Guzar Jana
Kitna Asaan Us Gali Main Hai
Aur Ek Baar Mujh Ko Jane Do
Sara Samaan Us Gali Mai Hai
Kya Khabar In Mehal Nasheenon Ko
Apni Jo Aan Us Gali Mai Hai
Kya Bataoon Hai Kya Woh Jaan Gali
Meri To Jaan Us Gali Mai Hai