jab tera dard meray sath wafa karta hai
ek samandar meri aankhon say baha karta hai
us ki batain mujhe khussboo ki tarah lagti hain
phool jaisay koi sehra mai khila karta hai!!
meray dost ki pehchan ye hi kafi hai!!
woo har ek shakhs ko danista khafa karta hai
aur tu koi sabab us ki mohabbat ka na nahi!
baat itni hai k woo mujh say jafa karta hai!!
jab khizan ayi tu loot aye ga woo bhi FARAZ!!!
woo baharon mai zara kam hi mila karta hai...