kabhi royegi meri yaad mein TU bhi tanha,
par ujjad chuka hoga aashiyan, ho chuka hounga main fanaa...
mere har baat ko, tasveer banake rakhna,
mera intezaar, apni aankhon mein basake rakhna...
tujhse maangi thi khushiyan maine,
tune gum bhi dene se inkaar kar dia...
jaate hue yaaad karna, wo mera mud mud kar,
jab mere aansu, teri awaaz ko taras rahe the...
humein mehfilon mein bhula dena, lekin
bahut yaad aaunga main tanhaiyon mein tujhe.....