Roshni se jagmagati shamma kab ki bujha di hai mene,
Bahut tadap liya ab to yaadein bhi uski mita di hai mene.
Mere liye dua na karna koi haseen khwab na bun na,
Dil hi me armano ki ek chita kab ki jala di hai maine