FRENZ 4 EVER

is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Fri Feb 12, 2010 12:59 am

    jazbe ho jab buland tere sitaaro se
    kya darna "kya dur kya pass" ke ghere se
    gaye jo chhod ke tujhe na thi manzil teri
    the vo to beech raah milte kuchh sahaaro se
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Feb 22, 2010 7:09 pm

    Tute hue dil ke tukde jud nahi pate,
    Dil me dag ho to dhul nahi pate,
    Taklif tab nahi hoti jab wo yaad nahi karte,
    Taklif to tab hoti hai jab hum bhul nahi pate
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sat Apr 10, 2010 1:20 am

    Unki nazaron ne dekha kuch is tarah se,
    mehkhane mein ho hum behake is tarah se,
    na karti khata nazare na lut ta chain,
    dil apna gava kar yun baithe jannat mili ho aise
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sat Apr 10, 2010 1:30 am

    naa peene ka shauk tha, na pilane ka shauk tha..
    humein to kewal nazre milane ka shauk tha..
    magar hum nazre unse mila baithe,
    jinhe nazro se pilane ka shauk tha..
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sat Apr 10, 2010 1:31 am

    Naa peene ka shauk tha, na pilane ka shauk tha..
    Humein to kewal nazre milane ka shauk tha..
    Magar hum nazre unse mila baithe,
    Jinhe nazro se pilane ka shauk tha
    ..
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sat Apr 10, 2010 1:32 am

    vo kehte the hamare lie kuch bhi kar jayenge
    hamare liye jiyenge hamare liye mar jayenge
    chaand taare todne ki baat kia karte the
    kaun jaanta tha ek din dil hi tod jayenge

    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sat Apr 10, 2010 1:43 am


    Unka khwabon mein ana unka kasur tha,

    unse dil lagana yeh hamara kasur tha,

    woh aye they zindagi me do pal ke liye,

    unko zindagi samjah lena hamara kasur tha......

    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sat Apr 10, 2010 7:59 pm

    Main Na Mil Sakoon Jo Tumse Meri Justaju Na Karna
    Tumhe Meri hi Qasam Hai Meri Aarzoo Na Karna
    Mujhse Jisse Hai Mohabbat Use Hai Ajab Ye Aadat
    Kabhi Muh Ko Pher Lena Kabhi Guftagu Na Karna
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Apr 11, 2010 10:45 pm

    kabhi zindagi se hum gila karke roye .........
    kabhi hum maut ki dua karke roye.........
    ajeeb silsila hai ye namaj-e-mohabbat ka....
    kabhi ada karke roye kabhi qaja karke royen
    ...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Apr 11, 2010 10:54 pm

    Jane kya hai dil ke andar jo chupke se toot raha hai
    Ek meherban ka hath jese hatho se chooth raha hai
    Lamha lamha guzar ke dafan ho raha hai seene me
    Seh kar ye dard kuch ajab maza aane laga hai jeene me
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Apr 11, 2010 10:58 pm


    Phir kuch ikk dil ko beqarari hai!
    Seena juyae-zakhm-e-kaari hai!!

    Phirr jigar khodne laga nakhuun!
    Aamde-fasle-laalakari hai!!!!

    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Apr 11, 2010 11:02 pm

    MAUT SE DO PAL MANGE UNKI JHALAK PANE KO,
    PHIR GAYE DAR PE UNKE HUM UNHE MANANE KO,
    MALUM NA THA WO IS KADAR RUSWA HAI,
    KI KHUD HI DUA MAANG RAHE THE MERI MAUT KE AANE KO
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Apr 11, 2010 11:11 pm


    Teri chaukhat se sar uthaon to bewafa kehna,
    Tere siwa kisi ko dil mein basaon to bewafa kehna,
    Tujhe agar meri wafa per shak hai to uthalo khanjar
    Main shauk se na mar jaaon to bewafa kehna…!

    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Apr 11, 2010 11:15 pm

    haye kin ankhon se bahaun ek katra bhi nahi bcha
    sare ke sare tere ishq me bahaye hai
    dil ke sheher ka ek kamra bhi khali nahi
    har kamre me teri yaado ko kabse basaye hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Apr 11, 2010 11:21 pm


    Rukk nahin paate yeh aansoo chalo aaj ji bhar ke behne do
    mein thi kabki tanha ae dost mujhe tanha hi rehne do
    unse wafa karke yeh inaam paaya humne
    vo agar kahe mujhe bewafa toh usse kehne do
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Apr 11, 2010 11:25 pm

    Yoon mehfil me aahain aie dil tu na bhar
    Na shikwa kar mehboob se na shikayat kar
    Mohabbat me dard sehne ka hai dastoor
    Har sitam seh le tu bas khamosh reh kar
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Apr 11, 2010 11:39 pm


    mahfil me hasna mazak ban gaya
    tanhai me rona raj ban gaya
    dil k dard ko chehre se zahir na hone diya
    yahi zindagi jine ka andaz ban gaya...

    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Apr 12, 2010 6:07 pm

    Dil lagane ki aadat ban gai to kya kare,
    Bin uske jine ki aadat nahi to kya kare,
    Tanhai me uska naam lete rehte hai,
    Wo humse rooth jaye lekin hume unse ruthne ki aadat nahi to kya kare
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Tue Apr 13, 2010 3:48 am


    aajkal wo bhi ishq ke maare nazar ane lage
    saare bhaware besahaare nazar aane lage
    wo kya gaye is baag se roshni hi chali gayi
    chaand ab nahi dikhta taare nazar aane lage

    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Apr 19, 2010 9:49 pm

    Waqt aata hai aur chala jaata hain
    iska intezaar aur aitbaar kabhi mat karna
    jo juda hokar bhi baar baar yaad aaye
    itna pyaar kisi se mat karna

    Sponsored content

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 2 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sat Apr 27, 2024 2:21 am