FRENZ 4 EVER

Tumhe Jaana Zaroori Hai Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Tumhe Jaana Zaroori Hai Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Tumhe Jaana Zaroori Hai

    shelly
    shelly
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Tumhe Jaana Zaroori Hai Online
    Offline Tumhe Jaana Zaroori Hai Offline


    Female

    Capricorn Snake

    Posts : 181
    I Liveindia

    Job/hobbies : reading and writing shayaris
    KARMA : 29
    Reward : 216

    Mood : sad

    F4e Status : Yun Aaye Zindagi Akela Chor Diya Tune Ki Kafan Odh Rahi Aaj Mujh Par Yeh raat Hai

    Tumhe Jaana Zaroori Hai Empty Tumhe Jaana Zaroori Hai

    Post by shelly Tue Feb 16, 2010 3:58 am

    Tumhe Jaana Zaroori Hai
    Chalo Phir Is Tarah kar Lo
    Tum Apne Raaste Ho Lo
    Nayi Manzil Koi Dhoondo
    Nayi Duniya Basao Tum
    Mujhe Kuch Der Rukna Hai
    Yahan Kuch Kaam Karne Hai
    Yahan Yaadein Hai Meri
    Woh Kuch Beete Hue Lamhe
    Woh Aanchal Se Gire The Jo
    Bikhar Ke Dur Tak
    Mujhko Pareshan Kar Rahe Hai Jo
    Unhe Ek Jagah Karna Hai
    Kahi Pe Dafan Karna Hai
    Mohabbat Ki Kabr Pe Ek Naya Qutba Lagana Hai
    Phir Iss Ke Baad Mujhko Laut Jaana Hai
    Ab Itne Kaam Hai Jaana
    Tumhe Jaldi Hai Tum Jao
    Mujhe Kuch Waqt Lagna Hai
    Yeh Mah-o-Saal Ho Shayad
    Ya Shayad Ho Kayi Sadiyan
    Toh Phir Kab Tak Yahan Baithe Rahoge Tum
    Jo Jaana Hai Toh Phir Isme
    Murrawat Ki Zaroorat Kya Hai
    Mohabbat Ab Nahi Tumko Humse
    Takkaloof Ki Zaroorat Kya Hai
    Naya Saathi Jo Tumhe Dhundna Hai
    Toh Phir Meri Hai Zaroorat Kya
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Tumhe Jaana Zaroori Hai Empty Re: Tumhe Jaana Zaroori Hai

    Post by Guest Tue Feb 16, 2010 2:23 pm

    shubhalaha, hume 1 karma zarur iss ashar ko dena hai... aap k dard e kalam ko bas yun hi padthte rehna hai... wunderfully described ... clap 2
    shelly
    shelly
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Tumhe Jaana Zaroori Hai Online
    Offline Tumhe Jaana Zaroori Hai Offline


    Female

    Capricorn Snake

    Posts : 181
    I Liveindia

    Job/hobbies : reading and writing shayaris
    KARMA : 29
    Reward : 216

    Mood : sad

    F4e Status : Yun Aaye Zindagi Akela Chor Diya Tune Ki Kafan Odh Rahi Aaj Mujh Par Yeh raat Hai

    Tumhe Jaana Zaroori Hai Empty Re: Tumhe Jaana Zaroori Hai

    Post by shelly Tue Feb 16, 2010 8:32 pm

    Thank u once again Raj for appreciating my words it means a lot , feels good to know that i have not lost touch with the words even though i don't write that often anymore.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Tumhe Jaana Zaroori Hai Empty Re: Tumhe Jaana Zaroori Hai

    Post by Guest Wed Feb 17, 2010 8:19 pm

    d pleasure is all mine buddy, dard ko iss gehreai se bayan karna koi aam baat nahi hai...
    remebering those days wen words wer fenz wid me tooo... wink keep it up...
    shelly
    shelly
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Tumhe Jaana Zaroori Hai Online
    Offline Tumhe Jaana Zaroori Hai Offline


    Female

    Capricorn Snake

    Posts : 181
    I Liveindia

    Job/hobbies : reading and writing shayaris
    KARMA : 29
    Reward : 216

    Mood : sad

    F4e Status : Yun Aaye Zindagi Akela Chor Diya Tune Ki Kafan Odh Rahi Aaj Mujh Par Yeh raat Hai

    Tumhe Jaana Zaroori Hai Empty Re: Tumhe Jaana Zaroori Hai

    Post by shelly Thu Feb 18, 2010 12:25 am

    Well Raj I must say I m really honored u like the words but u can start back with ur words also what say we do it together u can start and I can keep it up with as far as we can go with words it would be good.

    Sponsored content

    Tumhe Jaana Zaroori Hai Empty Re: Tumhe Jaana Zaroori Hai

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Apr 26, 2024 9:02 pm