FRENZ 4 EVER

Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Sat Mar 06, 2010 11:30 pm

    Tu akela hi nahi tadpata mujhe E khuda,mujh par meharban aur bhi hai,
    Bahut dard seh liya par lagta hai chukane ko abhi ehsaan aur bhi hai,

    Abhi puri tarah kaha tod paye hai tere ye sitam mujhe,
    Tadapne ko toh is jism me abhi jaan aur bhi hai,

    Jaaya na kiya karo tum lakdiyan yun duniya walon,
    Abhi toh is dil me jalne ko armaan aur bhi hai,

    Yun ghabraya na karo mere jism par ek zakham dekh kar tum,
    Mere is nazuk se dil par zakhmo ke nishaan aur bhi hai,

    Dar maut se nahi hai bas tadapne ke liye zindgi ko chuna hai,
    Warna marne ke toh mere pas kayi jariye aasaan aur bhi hai,

    Kuch is kadar be-rehmi se tadpaya dard ne ki tukde ho kar main bikhar gaya,
    Sirf yahin se nahi aati meri cheekhe,meri aahon ki gawah shamshan aur bhi hai,

    Tanhai ki aadat hai yun bheed me na dafanao mujhe,
    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Thu Mar 25, 2010 1:29 pm

    Na rahi aaj wo apni kahani,
    Na wo hasin din na wo raatein suhani.
    Phir bhi hume aziz hai unki har nishani,
    Chahe dil ka wo dard ho ya aankho ka paani.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Fri Apr 09, 2010 1:21 pm

    nazuk the halat waqt bhi piche chod chala tha
    main andhere rasto pe chal raha hun be-khabar
    sab jaan ke anjaan bane bethe hain
    phirte rahe zindagi ki talash me be-sabar
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Fri Apr 09, 2010 7:22 pm

    bahut khoob ashu dear
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Fri Apr 09, 2010 9:46 pm

    thanks so much dear
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty ye zindgi mujhe door le chal is jahaan se

    Post by Guest Tue Apr 13, 2010 3:55 am

    ye zindgi mujhe door le chal is jahaan se
    mujhe is jahaa me koi apna sa nahi lagta
    log to bahut mil jaate hai har mod par
    par ye do pal ka saath kya sapna sa nahi lagta
    is zindgi ne yu to dhero gum diye mujhe bhi
    kya ye gumo ka sagar bhi abhi kaafi nahi lagta
    is bheed bhari duniya me koi kisika saath nahi deta
    andhere me to saaya bhi juda insaan se hai lagta
    me kise sunau apni dastaan kise sunau apna gum
    jo samjhe mera gum aisa sakhs bhi to nahi dikhta
    badhe ja rahe hai kadam na jaane kis aur
    ab to sareer ka ek-ek katra bhi dagabaaz sa hai la
    gta
    Daisy
    Daisy
    Grafik Moderator
    Grafik Moderator

    Member is :
    Online Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Online
    Offline Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Offline


    Female

    Virgo Cat

    Posts : 3566
    I Live

    Job/hobbies : Like music
    KARMA : 167
    Reward : 744

    Mood : springy

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Daisy Tue Apr 13, 2010 11:38 am

    bohat khoob ashu ji aur tanvi dear... flowers flowers
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Tue Apr 13, 2010 12:22 pm

    shukriya daisy ji Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai 744301
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Tue Apr 13, 2010 3:18 pm

    shukriya daisy ji
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Tue Apr 13, 2010 11:01 pm

    milne ki tadap ik dooze se idhar bhi hai udhar bhi hai
    judaai ka gam seene me idhar bhi hai udhar bhi hai
    kahi bhi ho wo is duniya me,mera dawa hai
    do jism ek jaan hone ki lalak idhar bhi hai udhar bhi hai

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Fri Apr 16, 2010 3:10 pm


    kabhi khamosh bethogi kabhi kuch gun-gunaogi,
    main utna yaad aunga jitna mujhe bhulaogi,
    khabhi duniya mukammal ban kar ayegi nigaho mein,
    khabhi duniya ki har ek chiz me meri kami paogi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Mon Apr 26, 2010 5:02 pm

    Hum Se Dekhi Nahi Jati Yeh Veerani Dil Ki
    Koi Samjha Hai Na Samjhega Kahani Dil Ki

    Tamana ishq Ki Barbaad Kar Gayi Hum Ko
    Hum Jise Aaj Bhi Kehte Hai Nadani Dil Ki

    Hum Na Badle Magar Duniya Badal Gayi
    Wahi Dil Hai, Wahi Aadat Hai Purani Dil Ki
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Mon Apr 26, 2010 9:07 pm

    wah wah ashu dear bahut khoob +k
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Mon Apr 26, 2010 9:28 pm

    thanks so much tanvi
    Admin
    Admin
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Online
    Offline Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Offline


    Male

    Virgo Monkey

    Posts : 1635
    Humor : Naughty

    KARMA : 51
    Reward : 155

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Admin Mon Apr 26, 2010 11:39 pm

    ashu_uppal wrote:
    Tu akela hi nahi tadpata mujhe E khuda,mujh par meharban aur bhi hai,
    Bahut dard seh liya par lagta hai chukane ko abhi ehsaan aur bhi hai,

    Abhi puri tarah kaha tod paye hai tere ye sitam mujhe,
    Tadapne ko toh is jism me abhi jaan aur bhi hai,

    Jaaya na kiya karo tum lakdiyan yun duniya walon,
    Abhi toh is dil me jalne ko armaan aur bhi hai,

    Yun ghabraya na karo mere jism par ek zakham dekh kar tum,
    Mere is nazuk se dil par zakhmo ke nishaan aur bhi hai,

    Dar maut se nahi hai bas tadapne ke liye zindgi ko chuna hai,
    Warna marne ke toh mere pas kayi jariye aasaan aur bhi hai,

    Kuch is kadar be-rehmi se tadpaya dard ne ki tukde ho kar main bikhar gaya,
    Sirf yahin se nahi aati meri cheekhe,meri aahon ki gawah shamshan aur bhi hai,

    Tanhai ki aadat hai yun bheed me na dafanao mujhe,
    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai.


    Kya baat hai ashu bahut he umda peshkash thi dil khus ho gaya padhkar is khubsurat sharing k liye +k meri tarfse Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai 432799
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Guest Mon Apr 26, 2010 11:44 pm

    shukriya nil bhai

    Sponsored content

    Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai Empty Re: Is shahar me raahe toh abhi sunsaan aur bhi hai

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sat Apr 27, 2024 3:13 am