Aaina dekh ke bole yeh sanwarne wale
Ab to be-maut marenge mere marne wale
Dekhke tumko hosh mein aana bhool gaye
Yaad rahe tum aur zamaana bhool gaye
Jab saamne tum, aa jaate ho
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Kuch mil jaata hai, kuch kho jaata hai
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Chaha tha yeh kahenge
Socha tha socha tha woh kahenge
Aaye woh saamne to, kuch bhi na keh sake
Bas dekha kiye unhein ham
Dekh kar tujhko yakeen hota hai
Koi itna bhi haseen hota hai
Dekh paate hain kahan ham tumko dil kahin hosh kahin hota hai
Aa kar chale na jaana, aise nahin satana
De kar hansi labon ko, aankhon ko na rulana
Dena na beqarari dil ka karaar ban ke
Yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke, intezar ban ke
Bhool kar tumko na jee payenge
Saath tum hogi jahan jayenge
Ham koi waqt nahin hain hamdam
Jab bulaaoge chale aayenge...