Jaane kyun wo sanson ki dor tootne nahi deta,
Bas do kadam aur chalne ka wasta dekar mujhe rukne nahi deta,
Baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki,
Ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta,
Aaj hausla deta hai mujhe chand sitaron ko chu lene ka,
Wo pyara sa chehra mujhe toot kar bikharne nahi deta,
Shayad janta hai wo bhi in aankhon mein aansuon ka sailaab hai,
Jaane kyu fir bhi wo inn aansuon ko girne nahi deta,
Mujhse kehta hai,main to mar jaunga tumhare bina,
Main zinda hun ab tak ke wo mujhe marne nahi deta...