Wasta na tumse raha na ghamon se tumhare,
Ab kya kahein hum tumko,ki tum kaun ho hamare,
Wo kahkashan sa chehra wo aankhen jheel si,
Wo gaye dino ke log the ya dilkash koi nazare,
Unka Noor yoon Firozaan ki aaftaab tak sharmae,
Mahtaab bhi hai pareshan hairaan hain sitaare,
Tum aaye kya hizaab me, kitne hi pyase mar gaye,
Jo rind hain teri aankhon ke, kya karte bechare,
Mahkhane me kabhi tum bhi aao ki bechaini badi hai,
Teri zulfon ke saaye hai mere jeene ke ab sahare,
Ab aur kitni sada dein tujhe O door jaane wale,
Meri Nazar mujhse pooche,kitni door hain kinare ??