Tere baare mein jab sochta nahi tha,
Main takla tha magar itna nahi tha,
Hajam ne bataya to pata chala baat ka,
Mere ghar mein to aaina nahi tha,
Bannae sawarne ke chakkar mein,
Baal hi chale jayeinge ye pata nahi tha,
Accha hua wo behosh hogaya hume dekh kar,
Suna hai kai raaton se wo soya nahi tha...