FRENZ 4 EVER

Meri Kabar per awaz nahi karna Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Meri Kabar per awaz nahi karna Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Meri Kabar per awaz nahi karna

    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Meri Kabar per awaz nahi karna Online
    Offline Meri Kabar per awaz nahi karna Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Meri Kabar per awaz nahi karna Empty Meri Kabar per awaz nahi karna

    Post by SourabhBasak Mon Mar 23, 2009 5:31 pm

    meri kabar pe aake tum awaaz nahi karna
    dard ki nayii daastan ka aagaaz nahi karna...

    apni bebassi ko khud hii byaan karega ye
    chehre ko kisi aaine ka mohthaaz nahi karna...

    raaz Jo khud se hii na chhipaa paao tum
    aise raaz mein kisi ko hamraaz nahi karna...

    namumkin hai haqikat ke aasman mein urnaa
    khaabon ke sahare isme parwaaz nahi karna...

    zakham phir zakham hain ek roz bhar jaynge
    husan wallon ko inke charasaaz nahi karna...

    khaakh se bana hai aur khaakh mein mil jayega
    kabhi bhoole se bhi khud pe naaz nahi karna


    Anonymous
    Guest
    Guest

    Meri Kabar per awaz nahi karna Empty Re: Meri Kabar per awaz nahi karna

    Post by Guest Mon Mar 23, 2009 5:54 pm

    luvly ashar sonu....a +K 4 this 1 clap 2

    Yeh raaz hai meri zindagi ka,
    Pahane huye hun kafan khudi ka,

    Phir nashtar-e-gham se chedte hai,
    Ik tarz hai ye bhi dil dahi ka,

    O lafz-o-bayaan mein chupne wale,
    Aab qasd hai aur khamoshi ka,

    Marna to hai ibtada ki ik baat,
    Jina hai kamaal muntahi ka,

    Haan sina gulon ki tarah kar chaak,
    De mar ke sabut zindagi ka...
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Meri Kabar per awaz nahi karna Online
    Offline Meri Kabar per awaz nahi karna Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Meri Kabar per awaz nahi karna Empty Re: Meri Kabar per awaz nahi karna

    Post by SourabhBasak Fri Mar 27, 2009 8:52 am

    Shukran-ae-habibiiiiii
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Meri Kabar per awaz nahi karna Empty Re: Meri Kabar per awaz nahi karna

    Post by Guest Fri Mar 27, 2009 1:50 pm

    sourabhbasak wrote:Shukran-ae-habibiiiiii

    ala elrahib wa elsaa sonu flowers

    Sponsored content

    Meri Kabar per awaz nahi karna Empty Re: Meri Kabar per awaz nahi karna

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu May 02, 2024 8:08 pm