FRENZ 4 EVER

Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi

    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi Online
    Offline Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi Empty Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi

    Post by SourabhBasak Wed Apr 01, 2009 4:26 pm



    zakhm bhar jaaye magar kyun dard yeh jata nahee
    waqt ke kyun ghaanv marham koii bhar pata nahee

    husn chhal hai,ek bh'ram hai bas nazar ka,ishq men
    chot khaane par bhi kyun sach yeh nazar aata nahi

    umar bhar maine bahaaye ashq ke dariyaa kaii
    yaad men jiskii, vo mere zakhm sehlaata nahi

    jab se dekhee hai fizaa maiN ne tere rukhsaar kee
    koee mausam meree beenaee ko ab bhaataa naheeN"

    dil peh ulfat kaa asar hai yaa nigaahooN kaa fareb?
    aaiina bhi juz tere kuchh aur dikhlaata nahii

    ranj hai is baat kaa loota di jis par zindagi
    shaksh woH yaado se meri khud ko behlaata nahi

    chal diye aangan se dil ke saaye teri yaad ke
    aalam-e-tanhaayi kaa ab lutf bhii aata nahi

    maan kar jis ko khudaa karte rahe ham bandagii
    wehsato.n ke vaqt hee kyun reh'm dil aata nahi

    haadse ne jab kisee maasoom ki hai jaan li
    kyun khuda dil ko tere maatam ye pighlaataa nahi

    mai kharaa hoon hausalo ki phir vahii chattaaN ban
    aandhiyaa aaye agar, mai.n un se ghabhraataa nahii.n









    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi Online
    Offline Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi Empty Re: Zakhm bhar jaye per kyo dard jaata nahi

    Post by SourabhBasak Tue Apr 07, 2009 12:14 pm

    Ik boond sharab mein tumhaari nasha dontha ho,
    Isi bahane hum har roz ek mehfil doontha hoon,
    Bewaffai ka zakhm to chupalaete hain yaaro,
    Par un yaadon keliye ek kafan doontha hoon"

      Current date/time is Mon May 06, 2024 8:53 pm