FRENZ 4 EVER

Apni ghazal hai  dil jaloon ke naam... Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Apni ghazal hai  dil jaloon ke naam... Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Apni ghazal hai dil jaloon ke naam...

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Apni ghazal hai  dil jaloon ke naam... Empty Apni ghazal hai dil jaloon ke naam...

    Post by Guest Mon Oct 27, 2008 10:44 pm

    Iss shehr-e-sougwaar ki shab wahshaton ke naam,
    Tanhaayion ki shaam mere doston ke naam,

    Gham ko bhare dayaar main ek ghar na mil saka,
    Dil se laga ke main ne kiya laghzishon ke naam,

    Peena haraam hai to karun dil ka kya ilaaj ??
    Kab tak har ek zakhm karun gardishon ke naam,

    Katti hai zeest yun mere ghurbat naseeb ki,
    Kuch raaston ke naam to kuch manzilon ke naam,

    Tanha sa kar diya jinhein "Dard-E-Dil" ne,
    Apni ghazal hai unnhi dil jaloon ke naam...
    mohammed ashfaq
    mohammed ashfaq
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Apni ghazal hai  dil jaloon ke naam... Online
    Offline Apni ghazal hai  dil jaloon ke naam... Offline


    Male

    Leo Rat

    Posts : 177
    Job/hobbies : yaar abhi to kuch nahi
    KARMA : 2
    Reward : 14

    Mood : athletic

    Apni ghazal hai  dil jaloon ke naam... Empty Re: Apni ghazal hai dil jaloon ke naam...

    Post by mohammed ashfaq Wed Oct 29, 2008 12:34 am

    Baba wrote:
    Iss shehr-e-sougwaar ki shab wahshaton ke naam,
    Tanhaayion ki shaam mere doston ke naam,

    Gham ko bhare dayaar main ek ghar na mil saka,
    Dil se laga ke main ne kiya laghzishon ke naam,

    Peena haraam hai to karun dil ka kya ilaaj ??
    Kab tak har ek zakhm karun gardishon ke naam,

    Katti hai zeest yun mere ghurbat naseeb ki,
    Kuch raaston ke naam to kuch manzilon ke naam,

    Tanha sa kar diya jinhein "Dard-E-Dil" ne,
    Apni ghazal hai unnhi dil jaloon ke naam...

    wah wah kia bat hai abhi aaraha hoo app line per fast track :lol!: Gham ko bhare dayar main ek ghar na mil saka..........

    Gham Me Hasne Walo Ko Kabhi Rulaya Nahi Jata
    Lehro Se Pani Ko Hataya Nahi Jata....
    Hone Wale Ho Jate Hain Khudhi Dil Se Apne
    Kisi Ko Kehkar Apna Banaya Nahi Jata....
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Apni ghazal hai  dil jaloon ke naam... Empty Re: Apni ghazal hai dil jaloon ke naam...

    Post by Guest Thu Oct 30, 2008 12:35 am

    mohammed ashfaq wrote:wah wah kia bat hai abhi aaraha hoo app line per fast track :lol!: Gham ko bhare dayar main ek ghar na mil saka..........

    Gham Me Hasne Walo Ko Kabhi Rulaya Nahi Jata
    Lehro Se Pani Ko Hataya Nahi Jata....
    Hone Wale Ho Jate Hain Khudhi Dil Se Apne
    Kisi Ko Kehkar Apna Banaya Nahi Jata....

    thanx ashu yaa abi line pe aa raha hu... wink aap sab ka saath mila to bas inshallaha aisi peskash dete rahenge... wistel


    JISKI ANKHON MAIN ABHI ASHKON KI RAWANI HOGI,
    DARHAQEEQAT WOH MOHABAT KI KAHANI HOGI,

    WOH JO BACHPAN MAIN LAGTA HAI KOI JADUGAR,
    KYA SITAM DHAYEGA JUB USPE JAWANI HOGI,

    KAL MUJHE KEHNE LAGI US KE KHATOON KI KHUSHBU,
    USKI HAR YAAD TUMHAIN DIL SE BHULANI HOGI,

    MUDDATON BAD WOH AYENGE TERE GHAR PE
    DIL KI DEHLEEZ TUMHEIN AAJ BE SAJANI HOGI...

    Sponsored content

    Apni ghazal hai  dil jaloon ke naam... Empty Re: Apni ghazal hai dil jaloon ke naam...

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sun May 12, 2024 5:38 am