Saman-E-tijarat mera imaan nahi hai,
Har dar pe jhuke sar ye meri shaan nahi hai,
Har lafz ko seene mein basa lo to bane baat,
Taakon mein sajaane ko ye quraan nahi hai,
Khuda ! meri rizq ki barakat na chali jaaye,
Do roz se ghar mein koi mahamaan nahi hai,
Ham ne to banaaye hain samandar mein bhi raste,
yun ham ko mitaana koi aasaan nahin hai...

tijaarat = trade;
taak = shelf;
rizq = subsistence/daily bread;
barakat = abundance/good fortune.