FRENZ 4 EVER

Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Sat Jan 24, 2009 5:26 pm

    roshini wrote:
    clap 2 gud post clap 2



    thankyou :thanx:
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Tue Feb 10, 2009 3:12 am

    Dil mein intezar ki lakeer chor jayenge,
    Ankhon mein yaadon ki nami chor jayenge,
    Jab Bhi jayenge aap ki zindagi se "Raj",
    Koi na mita sake vo kami chor jayenge....


    Last edited by Baba on Thu Mar 19, 2009 2:22 pm; edited 2 times in total
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Tue Feb 10, 2009 4:00 am

    Mere har jhoot se khush hota tha,
    Use hamesha sach bolne ki aadat thi,

    Ek aanso bhi girne per khafa hota tha,
    Use tanhai mein rone ki aadat thi,

    Woh kehta tha ke mujhe bhool jayega,
    Jise meri har baat yaad rakhne ki aadat thi,

    Hamesha maafi mangne ke darr se,
    Roz galtiyan kerna uss ki aadat thi...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Thu Mar 19, 2009 2:33 pm

    Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi,
    Jaisi ab hai teri mahafil kabhi aisi to na thi;

    Le gaya chhin ke kaun aaj tera sabr-o-qarar,
    Beqarari tujhe ai dil kabhi aisi to na thi;

    Chashm-e-qaatil meri dushman thi hamesha lekin,
    Jaise ab ho gayi qaatil kabhi aisi to na thi;

    Un ki aankhon ne khuda jaane kiya kya jadoo,
    Ke tabiyat meri maail kabhi aisi to na thi;

    Aks-e-rukh-e-yaar ne kis se hai tujhe chamakaya,
    Taab tujh mein maah-e-kaamil kabhi aisi to na thi;

    Kya sabab tu jo bigadata hai har baar,
    Khu teri huur-e-shamaail kabhi aisi to na thi...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Wed Mar 25, 2009 2:27 am

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Wafaye10
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Thu Jul 02, 2009 3:35 am

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Bas-it10


    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 End_no11
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Sat Jul 04, 2009 3:55 pm

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Dard10

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 4ad7ys10


    Last edited by Baba on Tue Aug 25, 2009 11:02 pm; edited 1 time in total
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Sun Jul 12, 2009 3:10 pm

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Haath
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Sun Jul 12, 2009 9:43 pm

    Har Raat Gham-e-Tanhaai,
    Har Shaam teri yaad aai,

    Tujhse koi Ummid bhi wabasta nahi,
    Iss Dukh se meri Aankh Bhar Aai,

    Logon ne poocha Aahkon ka sabab,
    Bas Mujhe kehna pada… "Tanhai" !!
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Wed Jul 15, 2009 1:06 pm

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Shayar10
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Online
    Offline Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by SourabhBasak Wed Jul 15, 2009 5:01 pm


    Milne ko aik pal main kya kya nahi milta,
    Dil us se mila jis se muqaddar nahi milta.

    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Online
    Offline Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by SourabhBasak Wed Jul 15, 2009 5:01 pm

    Bhai you rocked this thread... +k from my side
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Sun Jul 19, 2009 3:03 pm

    Thanx 4 d apreciations sonu... flowers


    Nahi mil raha hai yahaan kahin meri zaat ka hi nishaan mujhe,
    Sun aey jus'tuju de jawaab tu ke le aai he ye kahaan mujhe!

    Wo sabaq mein paadh ke bhula chuka ke usool banate hai zindagi,
    Mujhe mantaqi si daleel de, ye muhaware naa suna mujhe...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Sun Jul 19, 2009 3:23 pm

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Image013a


    Tumhe jo besabab mujh se khafa hone ki aadat hai,
    Ye aaghaz-e-judai hai k andaz-e-muhabbat hai,

    Wafa ke rang main dekho jafa achi nahi hoti,
    Kisi se pyar main itni ana achi nahi hoti,

    Faqat kehne ki baaten hai, nibhata kon hai kisi ko,
    Chalo ab dekh lete hai, Manata kon hai kis ko ?
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Sun Jul 19, 2009 7:16 pm

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Yaad-nahi


    Kab talak shamma jali yaad nahi,
    Sham-e-gham kaise dhali Yaad nahi,

    Iss qadar yaad hai apne the sabhi,
    Kiss ne kya chaal chali yaad nahi,

    Hum zamane main kuch aise bhatke,
    Ab to unn ki bhi gali yaad nahi,

    Abur tha jaam tha par aap na the,
    Woh ghari kaise talli yaad nahi,

    Kat gayi umar kissi tarah,
    Woh buri thi ke bhali, Yaad nahi...
    Angel_Drishne
    Angel_Drishne
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Online
    Offline Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Offline


    Female

    Pisces Cat

    Posts : 3744
    I Liveindia

    Job/hobbies : love shayaris ,love music and above all love designing
    Humor : Into the Dream Land

    KARMA : 338
    Reward : 3224

    Mood : stubborn

    F4e Status : No distance, will ever keep
    My heart from loving you
    There are no more tears for it to weep
    For a love that runs so true



    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 744301
    * : Into the Dream Land

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Angel_Drishne Sun Jul 19, 2009 10:13 pm


    kitna bebus hai insaan kismat k bina,
    kitna door hai sapna haqiqat k bina
    koi ruki hi dharkan se poche.
    kitna tarapta hai dil aap k bina.


    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Mon Jul 20, 2009 10:53 pm

    nice 1 nancy... keep posting... Thums up flowers
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Fri Jul 24, 2009 3:31 am

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Dard-e-dil


    Dukh fasana nahin ke tujh se kahein
    Dil bhi mana nahin ke tujh se kahein,

    Aaj tak apni bekali ka sabab,
    Khud bhi jana nahin ke tujh se kahein,

    Ek tu harf-aashna tha magar,
    Aab zamana nahin ke tujh se kahen,

    Be-tarah dil hai aur tujh se.
    Dostana nahin ke tujh se kahein,

    Aai khuda dard-e-dil hai bakhshish-e-dost,
    Aab-o-danaa nahiin ke tujh se kahein...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Sun Jul 26, 2009 11:09 pm

    Shab wahi lekin sitara aur hai,
    Aab safar ka istahara aur hai,

    Saath to mera zamin deti magar,
    Aasman ka ishara aur hai,

    Haarne mein ek anaa ki baat thi,
    Jeet jaane mein hazara aur hai,

    Aur kuch pal uss ka rasta dekh lu,
    Aasman par ek taara aur hai,

    Haad charagon ki yahan par khatm hai,
    Aaj se rasta humara aur hai ...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Guest Sun Jul 26, 2009 11:48 pm

    Zindagi ek kiraaye ka ghar hai,
    Ek na ek din badalana padega,
    Maut jab ham ko aavaaz degi,
    Ghar se baahar nikalana padega,

    Dher mitti kaa har aadami hai,
    Baad marane ke hona yahi hai,
    Yaa zaminon mein turbat banenge,
    Yaa chitaaon pe jalana padega,

    Raat ke baad hoga savera
    Dekhana hai agar tum ko din sunehara,
    Paanv phulon pe rakhane se pehle
    Tum ko kaanton pe chalana padega,

    Aitabaar un ke vaado ka mat kar,
    Varna aai dil mere zindagi bhar,
    Tujh ko bhi mombattii ki tarah,
    Qatara qatara pighalana padega...

    Sponsored content

    Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai .... - Page 4 Empty Re: Zindagi ne "DARD" ke siva diya kya hai ....

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sat Sep 21, 2024 6:57 am