udas mosmon mai muskurana
na tere bas mai na mere bas mai
judai k rog ko chupana
na tere bas mai na mere bas mai
wo fasl_e_gul ab to dhal chuki hai
chita muhabbat ki jal chuki hai
wafa ki mayyat ko ab uthana
na tere bas mai na mere bas mai
wo pyar k pal wo chandni raten
wo dil nashin phool jesi baten
haseen yadon ko bhol pana
na tere bas mai na mere bas mai
na tere bas mai na mere bas mai
judai k rog ko chupana
na tere bas mai na mere bas mai
wo fasl_e_gul ab to dhal chuki hai
chita muhabbat ki jal chuki hai
wafa ki mayyat ko ab uthana
na tere bas mai na mere bas mai
wo pyar k pal wo chandni raten
wo dil nashin phool jesi baten
haseen yadon ko bhol pana
na tere bas mai na mere bas mai