Main bhi shaayad buraa nahi hota,
Vo agar be wafa nahi hota,
Be wafa be wafa nahi hota,
Khatm ye faasla nahii hota,
Kuchh to majbuuriyaan rahi hongi,
Yuun koyi be wafa nahi hota,
Ji bohut chaahta hai sach bolein,
Kya karein hausla nahi hota,
raat kaa intezaar kaun kare,
Aaj-kal din mein kya nahi hota,
Guft guu un se roz hoti hai,
Muddaton saamna nahi hota
Vo agar be wafa nahi hota,
Be wafa be wafa nahi hota,
Khatm ye faasla nahii hota,
Kuchh to majbuuriyaan rahi hongi,
Yuun koyi be wafa nahi hota,
Ji bohut chaahta hai sach bolein,
Kya karein hausla nahi hota,
raat kaa intezaar kaun kare,
Aaj-kal din mein kya nahi hota,
Guft guu un se roz hoti hai,
Muddaton saamna nahi hota