FRENZ 4 EVER

Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye Empty Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye

    Post by Guest Mon Jun 15, 2009 3:55 pm

    Inn jannmon ke waade to unn se nibhaye nahi gaye,
    Bahut chaha dil ne par wo bhulaye nahi gaye,
    Har yaad ko chaha mitana apni zindagi se,
    Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye Empty Re: Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye

    Post by Guest Wed Jun 17, 2009 4:14 pm

    tere bina to aansu bhi paraye se hai,
    is ruh me hamare nahi tere hi to saye se hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye Empty Re: Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye

    Post by Guest Wed Jun 24, 2009 12:10 am

    Ruke the hum har mod par,
    Unke intezaar ke liye,
    Aaj chhod gaye hai woh ek naye mod par,
    Zindagi bhar intezaar karwaane ke liye
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye Empty Re: Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye

    Post by Guest Thu Jun 25, 2009 8:28 pm

    Humare Aks Mein Jo Hoti Zakhm-e-Dil Ki Jhalak
    Hum Aaine Ko Bhi Apni Tarha Rula Dete
    Hawa Ki Dor Ulajhti Jo Unglion Se Kabhi
    Hum Aasmaan Pe Tera Naam Tak Saja Dete
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye Empty Re: Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye

    Post by Guest Fri Jul 03, 2009 12:26 am

    Be rabt si tehreer ibarat nahi hoti
    Hathon ki lakiron mein to kismat nahi hoti
    Sajde mein dikhawa ho to sajda nahi hota
    Gardan k jhukne se ibadat nahi hoti
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye Empty Re: Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye

    Post by Guest Wed Aug 12, 2009 10:55 pm

    Zindgi bhar rooh se aah hi toh nikalti rahi,
    Pyar toh kya hum par toh nazare bhi fisalti rahi.
    Ek humara he dil na seh paaya us dhokhe ko,
    Baki gunah karke ye saari duniya hi sambhalti rahi.

    Sponsored content

    Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye Empty Re: Par na jaane kyon yeh zakhm mitaye nahi gaye

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sun May 19, 2024 12:36 pm