jane kyunwo saanson ki dor tutne nahi deta
basdo kadam aur chalne ka wasta de kar, mujhe rukne nahi deta
baatkehta hai wo mujh se, hans hans kar jee lene ki
ajeeb hai mujhko, chain se rone nahi deta
aajhausla deta hai mujhe, chand sitaron ko chhoo lene ka
wo pyara sa chehra mujhe toot kar bikharne nahi deta
shayadjanati hai wo in aankhon mai, aansuon ka sailaab hai
janekyun fir bhi wo in aansuon ko girne nahi deta
mujhse kehta hai,"main toh mar jaungi tumhare bina"
main zinda hun ab tak ke womujhe marne nahi deta