Wo kam sukhan,wo kaj ada,wo bewafa acha laga
Jab bhi mila rutha huwa,jab hib mila acha laga
wo zulm pe mayel bahut,wo jaber ka qael bohot
uska sitam,har ik sitam,mujko sada acha laga
tum pyar ke qabil nahi,tum pyar ke layeq nahi
Usney kaha,hamsey kaha,hamney suna acha laga