umar beeti par na aayi ek chitti pyar ki
warna hum bhi basate ek basti pyar ki
aandhiyan,ruswaiyan hai,kismat mein tanhaaiyan hai
kis tarah sahil ko paaye ek kashti pyar ki
aap mukar na jate aise yadi samay par us ghadi
hum na aise haar jate ek baazi pyar ki