FRENZ 4 EVER

Jo mausam beet jata hai, dobara kyun nahin aata Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Jo mausam beet jata hai, dobara kyun nahin aata Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Jo mausam beet jata hai, dobara kyun nahin aata

    sagar......dard ka
    sagar......dard ka
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Jo mausam beet jata hai, dobara kyun nahin aata Online
    Offline Jo mausam beet jata hai, dobara kyun nahin aata Offline


    Male

    Pisces Dog

    Posts : 170
    I LiveIndia

    Job/hobbies : Retail Store Manager
    Humor : Sarcastic, Sensible and offcourse full of HUMOR

    KARMA : 17
    Reward : 19

    Mood : lazy

    F4e Status : "...Ham ba-wafa the jo najro se gir gaye,
    unhe talash shayad kisi bewafa ki thi..."

    Jo mausam beet jata hai, dobara kyun nahin aata Empty Jo mausam beet jata hai, dobara kyun nahin aata

    Post by sagar......dard ka Mon Oct 19, 2009 11:55 am

    Jo mausam beet jata hai, dobara kyun nahin aata,
    kahin se laut kar bachpan hamara, kyun nahin aata.....

    yahan aane ko to har din, kissi ka saath aata hai,
    jise is dil ne reh reh kar pukara kyun nahin aata.....

    who jis ki lao muhabbat ki, jameen ka jagmag diya thi,
    to phir raaste mein hamare wo roshan sitara, kyun nahin aata.....

    bahut berang faila hai ab baagon mein, jab ki kaliaan chatakti hain,
    hamare dhyaan mein lehja tumhara, kyun nahin aata.....

    kabhi faile hue pairon se, jab kirnein jhalakti hain,
    tasawwur mein unn aankhon ka ishara, kyun nahin aata.....

    bhatakta phir raha 'SAGAR', din ke is veeraan jangal mein,
    mehakti shaam ka rangeen kinara, kyun nahin aata.....

      Current date/time is Fri May 17, 2024 10:54 am