Karna na uss pe iss qadar ehsaan dekhna
deewana de na jaye kahin jaan dekhna
sargoshio mein kar liya ehd-e-wafa jo aaj
barpa karega ek din toofaan dekhna
deewana keh ke aap ne thukra diya jisse
ban jayega yeh aap ki pehchaan dekhna
pathar kisi pe phenkna aasaan hai magar
mushkil hai apne aib meri jaan dekhna
nazro ke teer kis tarah hote hai dil ke paar
chalti hai kaise roop ke karpan dekhna
deewana de na jaye kahin jaan dekhna
sargoshio mein kar liya ehd-e-wafa jo aaj
barpa karega ek din toofaan dekhna
deewana keh ke aap ne thukra diya jisse
ban jayega yeh aap ki pehchaan dekhna
pathar kisi pe phenkna aasaan hai magar
mushkil hai apne aib meri jaan dekhna
nazro ke teer kis tarah hote hai dil ke paar
chalti hai kaise roop ke karpan dekhna