Bhool ker bhi bhula nahi sakte Aur hum tujh ko paa nahi sakte
Khud pe ilzaam dhar liya hum ne Tujh pe tohmat laga nahi sakte...
Dil pe likha hai yun tera naam Chah ker bhi mita nahi sakte
Us ne duniya bhula ker rakh di hai Hum to lab bhi hila nahi sakte...
Bhool jaate hain roz woh yeh keh ker Hum Tum ko bhula nahi sakte.