FRENZ 4 EVER

mein - is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 3 Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

mein - is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 3 Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Anonymous
    Guest
    Guest

    mein - is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 3 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Apr 19, 2010 10:05 pm

    Tanhai jab mukaddar mein likhi thi,
    toh kya shikayat apne begane se ,
    hum mitt gaye aapki chahat mein,
    aap baaz na aye hume azmane se
    .......
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mein - is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 3 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Apr 19, 2010 10:33 pm

    DARD HAI DIL ME PAR ISKA EHSAS NAHI HOTA
    ROTA HAI DIL JAB WO PASS NAHI HOTA
    BARBAD HO GAYE AB HUM UNKI MOHHABAT ME
    OR WO KAHTE HAI IS TARAH PYAAR NAHI HOTA
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mein - is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 3 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Apr 19, 2010 10:45 pm

    [color:2ae9=#000]
    yeh khamosi ka razz hum jante hain---
    yun chup rahene ka andaz hum jante hain---
    yakeen nehi ata to apne dil se pucho ----
    app se bahetar app ko hum jante hain----
    [/size]
    [/center]
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mein - is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 3 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Apr 19, 2010 10:50 pm

    Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum
    Bas yahi ek wada nibha payenge hum
    Mita denge khud ko bhi jahan se lekin
    Tera naam dil se na mita payenge hum
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mein - is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 3 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Apr 19, 2010 10:53 pm


    Majboor the halaat se, Mohabbat jata na sake

    Sahte rahe zakhm par kisi ko bata na sake

    Chahat ki hadd se jyada chaha usse

    Sirf apna dil nikal kar use dikha na sake

    Anonymous
    Guest
    Guest

    mein - is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 3 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Tue Apr 20, 2010 5:36 pm

    Hawa ke jhonko ka hisab kya rakhna,
    Jo bichhad gaye unse milne ki aas kya rakhna,
    Bas yahi soch ke muskura lete hain hum,
    Ki apni udasi se auron ko udas kya rakhna

    Sponsored content

    mein - is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai - Page 3 Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sun May 19, 2024 12:49 pm