aajkal mujhse yahi bas ye mera mann kahe
itna chah lu tujhe ki duniya pagalpan kahe
barson sunte rahe ham hamse jo ye zehan kahe
aaj bas ye mann sune jo kahe wo mann kahe
teri har ik khwahish ab meri khwahish bane
tera mann jo keh de wahi mera bhi mann kahe