Mohabbat karke yeh dhoka bhi mujhe khana tha
Karke Wafa bhi bewafayi ka ilzam mujhe utthana tha
Hamesha raha main jiske Pyaar ki panahon main
Aaj uski bahon main kisi aur ka thikana tha
Zara si baat per hua tha woh khafa mujhse
Kyunki aaj usne mere Pyaar ko aazmana tha
Jab kuch na kaha usne to chup raha main bhi
Mujhe bhi thi bohat jaldi use bhi Ghar ko jaana tha
Mohabbat ka haseen Rishta itne aram se toota
Hui ghalti mujhse Dil main kisi ko nahi basana tha