Bewafa tu hai ab isse to hota inkaar nahi
lagta hai tujhe kabhi mujhse tha pyar nahi
badal gaya tu apne wajood se to kya kahu
tera wajood tha kuchh? lagta to ye bhi nahi
mera bharam tha ke tu to hai sirf mera hi
magar bikaau cheez to hoti kabhi kisi ki nahi
gir gaya tu apne eemaan se itna kaise
lagta hai tera kabhi koii eemaan tha hi nahi
jaane kyu maana tha tujhe pyaar ki moorat
tu nikla shaitaan hawas ka, bhagwaan nahi
na jaane kitni chal gaya chaalein tu is naada dil se
mera dil to magar karta ab bhi aitbaar nahi
kaha tha mat khelna kabhi is gareeb-e-dil se
nahi tha pyaar mujhse to fir kabhi kaha kyu nahi
waqt jab aayega tujh par bhi kabhi aisa to
dhoondega humko magar apna kahi hoga nishaan bhi nahi