Voh meri takdeer nahi thi koi khubsurat khwab tha shayad,
Par aaj bhi uski yado se utni hi main mahobat karta hoon,
Yaad aa jate hai vo saath bite chand lamhe mujhe yuhi,
Jab bhi main khuda se is kismat ki koi sikayat karta hoon.
Sirf pana hi to anjaam nahi hota hai mahobat ka yaro,
Har pal apni duwao me uski khushiyo ki himayat karta hoon.
Aakhiri saans tak mujhe hasta hua dekhna hai usse,
Isi liye main har shaam maut se bagawat karta hoon.
Kuch is kadar pyar ho gaya hai in dooriyon se mujhe doston,
Ki har janam use yuhi door se khush dekhne ki chahat karta hoon.
Kehti hai duniya ki mujhe pyar ke maayne nahi malum,
Main usse pyar nahi main to bas uski ibaddat karta hoon