Dua nahi tu gila deta koi
meri wafao ka sila deta koi
ik arse se atka hai hichkio me dum
acha hota jo bhula deta koi
ye zindagi to ro-ro ke kat gayi
kya hota agar chah ke bhi hasa deta koi
meri wafao ka sila deta koi
ik arse se atka hai hichkio me dum
acha hota jo bhula deta koi
ye zindagi to ro-ro ke kat gayi
kya hota agar chah ke bhi hasa deta koi