Kabhi na kabhi to mulakat hogi ,
Sanam tu uss din mere saath hogi ,
Mohabbat ka guldasta liye hua haath ,
Chahat ke phool ussmein sajaayein hua saath ,
Karoongi mein intajaar uss din ka ,
Sunehra woh din najaane aaye kab ,
Jab mile mujhe pyaar se pyaar ka saath.