Is dunya ne meri wafa ka kitna uncha mol diya,
pairon mein janjire dali hatho mein kaskol diya,
jab bhi koi inam mila mera naam bhi bhool gaye,
jab koi iljam laga mujh par la kar dool diya,
ab chahe andhi aye ya phir toofan aye,
maine bas aahat payi aur darwaza khula chod diya.....