FRENZ 4 EVER

Shayari-E-Maikada... - Page 5 Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Shayari-E-Maikada... - Page 5 Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Shayari-E-Maikada...

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Sat Apr 17, 2010 9:56 pm

    Nice sharing Imran , dats 1 of mine fav ghazal... Thums up keep it up...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Sun Apr 18, 2010 7:54 pm

    Jaam mein afsane dhoondhte hain hum log,
    Lamhon mein zamaane dhoondhte hain hum log,
    Tu zeher de de sharab keh kar saqi,
    Ab to marne ke bahane dhoondhte hain hum log.


    Last edited by Baba on Sun Apr 18, 2010 10:15 pm; edited 1 time in total
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Sun Apr 18, 2010 7:55 pm

    Madhhosh hum hardam raha karte hain,
    Aur ilzaam sharaab ko diya karte hain.
    Kasoor sharaab ka nahi unka hai yaron,
    Jinka chehra hum har jaam mein talaash kiya karte hain.
    Admin
    Admin
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Shayari-E-Maikada... - Page 5 Online
    Offline Shayari-E-Maikada... - Page 5 Offline


    Male

    Virgo Monkey

    Posts : 1635
    Humor : Naughty

    KARMA : 51
    Reward : 155

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Admin Thu Apr 29, 2010 12:05 am

    Nigahon ne teri saaqi, aabad kiye mainkhanay...
    gar ghar baith ke peetay, to mainkhaney khan jaatay...


    ~~~ Falak ~~~
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Sun May 02, 2010 8:56 pm

    nice 1 nilu.. Thums up keep adding more...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Sun May 02, 2010 9:04 pm

    Masti bhari nazar ka nasha hai mujhe abhi,
    Ye jaam door rakh do pii lunga phir kabhi,

    Dil ko jala ke bazm ko raushan na kijiye,
    Us mahjabin ko aane mein kuch der hai abhi,

    Ham ne to ashk pii ke guzari hai saari umr,
    Ham se khafa hai kis liye aakhir ye zindagi,

    Jaam-e-subuu ko door hi rahne de saaqiya,
    Mujh ko utarana hai kal ka nasha abhi...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Sat Jul 17, 2010 1:25 pm

    Lafzon mein fasane dhundte hai hum log
    Lafzon mein zamane dhundte hai hum log
    To zeher hi de sharab kehkar ay saqii
    Jeene ke bahane dhundte hai hum log…
    Admin
    Admin
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Shayari-E-Maikada... - Page 5 Online
    Offline Shayari-E-Maikada... - Page 5 Offline


    Male

    Virgo Monkey

    Posts : 1635
    Humor : Naughty

    KARMA : 51
    Reward : 155

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Admin Mon Jul 19, 2010 2:10 pm

    Awesum bro... Shayari-E-Maikada... - Page 5 432799
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Sat Aug 21, 2010 8:59 pm

    Thanx buddy... Thums up
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Sat Aug 21, 2010 8:59 pm

    Hai raat abhi baqi, mujhe peene do,
    Khubsoorat hai mera saqi mujhe peene do!

    Dunya ki nazar mein to hai sharabhi hi gunehgaar,
    Aur usko pilata hai jo wo saaqi bhi gunehgar!
    Hogayi hai mohabbat hum dono mein is terha,
    Ek dil hai humara magar seene do!

    Hai raat abhi baqi, mujhe peene do,
    Khubsoorat hai mera saqi mujhe peene do!


    Pareshan hai dunya is maikashi ko dekhkar,
    Hairaan hai dunya ye sarkashi ko dekhkar,
    Ke tayr rahe hain bhanwar mein phir bhi,
    Ek baar nahi kehte ke humko safeene do!

    Hai raat abhi baqi, mujhe peene do,
    Khubsoorat hai mera saqi mujhe peene do!

    Hai agar zahar ye shraab, aur shai hai ye kharaab,
    To log isee peete hi marte kyun nahi,
    Aur wo isee peene se phir darte kyun nahi!
    Mar-mar ke guzari hai abhi tak ye zindagi,
    Bas ek raat to mujhe khulkar ....jeene do!

    Hai raat abhi baqi, mujhe peene do,
    Khubsoorat hai mera saqi mujhe peene do!

    - by AbdAsSamad
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Tue Aug 31, 2010 4:24 pm

    Kitni pii kaise kati raat mujhe yaad nahi,
    Raat ke saath gai baat mujhe yaad nahi,

    Mujh ko yeh bhi nahi maloom ke jaana hai kaha,
    tham le koi mera haath mujhe yaad nahi,

    Koi Paimana kahin toota k dil hai mera,
    Badle badle hai khayalat mujhe yaad nahi,

    Ansoon aur sharaboon mein kati hai apni,
    main nai kab dekhi thi barsat mujhe yaad nahi...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Mon Sep 20, 2010 8:50 pm

    Hum jee rahe the unka naam lekar,
    wo guzarte the hamara salaam lekar,
    ek din vo keh gaye bhula do humko,
    humne jo pucha kaise ???
    wo chale gaye hath mein jaam dekar...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Sun Nov 14, 2010 12:37 pm

     

    Jam Takrao ! Waqt Nazuk Hai !


    Rang Chalkao ! Waqt Nazuk Hai



    Hasraton Ki Haseen Qabroon Per


    Phool Barsao ! Waqt Nazuk Hai



    Ik Faraib Aur Zindgi Ke Liye


    Hath Phelao Waqt Nazuk Hai



    Rang Udne Laga Hai Pholoon Ka


    Ab To Aa Jao ! Waqt Nazuk Hai



    Tishnagi Tishnagi Aree Tauba !


    Zulf Lehrao ! Waqt Nazuk Hai



    Bazme Saghar Hai Gosh Ber Aawaz


    Kuch To Fermao ! Waqt Nazuk Hai


    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Fri Dec 03, 2010 3:11 pm


    Tamaam umr isi kash-makash ke naam huye,

    Na pa he sakte hai un ko,na chor sakein hai

    Ajeeb rasm tere mai-kadae mein hai saaqi,

    Na pee saken,na paimana hi chor sakein hai...


    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Thu Feb 17, 2011 10:28 am

    Kon kahta hai sarab me nasha hota hai,
    Sarab me to
    Khushboo hoti hai pyar ki,
    Tasveer hoti hai yaar ki,
    Aanshu hote hai nakamyabi ke,
    Baten hoti hai ijhar ki,
    Labon par sirf gam bethte hai,
    Aur duniya banti hai inkar ki
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Guest Thu Jul 14, 2011 11:25 pm

    Gar Yehi Haal Raha Saqi Maikhano Ka
    Dher Lag Jayega Tote Huey Paimano Ka
    Jis Jaga Chaho Jahan Chaho Baha Do Is Ko,
    Khoon Is Daur Mai Sasta Hai Insaano Ka,
    Jin Ke Hote Huey Lut Jaein Ghareebon Ke Makan,
    Marsiya Aao Padhien Aise Hukmrano ka...
    Baba
    Baba
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Shayari-E-Maikada... - Page 5 Online
    Offline Shayari-E-Maikada... - Page 5 Offline


    Male

    Virgo Goat

    Posts : 4687
    I LiveIn d heart of my beloved

    Job/hobbies : Webs & Graphic Designer
    Humor : Killer

    KARMA : 12
    Reward : 2427

    Mood : sad

    F4e Status : Jeene Marne Ki Wajah Hum The Aur Humhi,
    Bewajah Ho Gaye Dekhe Dekhte… :(

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Baba Tue Sep 13, 2011 12:44 pm

    Na lage jaam pe haath ye shart hai,
    jaaye jo maikade ko wo kamzarf hai,
    Mujh ko tohmat na do,mai sharabi nahi,
    wo nazar se pilaye to mai kya karun....
    Baba
    Baba
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Shayari-E-Maikada... - Page 5 Online
    Offline Shayari-E-Maikada... - Page 5 Offline


    Male

    Virgo Goat

    Posts : 4687
    I LiveIn d heart of my beloved

    Job/hobbies : Webs & Graphic Designer
    Humor : Killer

    KARMA : 12
    Reward : 2427

    Mood : sad

    F4e Status : Jeene Marne Ki Wajah Hum The Aur Humhi,
    Bewajah Ho Gaye Dekhe Dekhte… :(

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Baba Sat Oct 15, 2011 10:43 pm

    Nashtar hai mere haath mein kaandhon pe maikada,
    Lo main ilaaje dard-e-jigar le ke aa gaya,
    Sanam maikade mein na aata main lautkar,
    Ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya...
    Baba
    Baba
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Shayari-E-Maikada... - Page 5 Online
    Offline Shayari-E-Maikada... - Page 5 Offline


    Male

    Virgo Goat

    Posts : 4687
    I LiveIn d heart of my beloved

    Job/hobbies : Webs & Graphic Designer
    Humor : Killer

    KARMA : 12
    Reward : 2427

    Mood : sad

    F4e Status : Jeene Marne Ki Wajah Hum The Aur Humhi,
    Bewajah Ho Gaye Dekhe Dekhte… :(

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Baba Tue Feb 07, 2012 9:23 am

    Logon Ne Kaha Ki Main Sharabi Hoon,
    Maine Kaha Unho Ne Ankhon Se Pilaiee Hai.
    Logon Ne Kaha Ki Main Ashiq Hoon,
    Maine Kaha Ashiqi Unho Ne Sikhaiee Hai.
    Logon Ne Kaha ”Dhanwant” Tu Shayar Dewana Hai,
    Maine Kaha Unki Mohabbat Rang Laiee Hai...


    Last edited by Baba on Sat Jul 21, 2012 8:23 pm; edited 1 time in total
    sadpoet
    sadpoet
    Fresher
    Fresher

    Member is :
    Online Shayari-E-Maikada... - Page 5 Online
    Offline Shayari-E-Maikada... - Page 5 Offline


    Male

    Libra Goat

    Posts : 2
    I LivePakistan

    Job/hobbies : Poet...
    KARMA : 0
    Reward : 0

    Mood : Happy

    F4e Status : Qabool-E-Jurm Kartay Hain Tumharay Qadmon Main Gir Kay..!

    Sazai-E-Mout Hai Manzoor Magar Tere Judaai Nahen...!~

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by sadpoet Mon May 14, 2012 7:28 pm

    Thanks $ sharingggg/..:D

    Sponsored content

    Shayari-E-Maikada... - Page 5 Empty Re: Shayari-E-Maikada...

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Mon May 06, 2024 7:37 pm