Gawa kar apna aitbaar, mujh per aitbaar karta hai
Tu he ajj bata de, yah kis tarah ka pyar karta hai
kahte rahe her baar, zindagi main yab sab to chalta hai
phir ajj mera juda ho jaana, tujhe kis liye khalta hai
kaise karoge sab, kaise jeeyoge ab mere bina
yah sawal kyun tere dil main ab muchlata hai
Chuna jo rasta tumne Mera dil torr kar
Ajj ussi raste per chalne se kyun Tu darta hai

Tu he ajj bata de, yah kis tarah ka pyar karta hai..