FRENZ 4 EVER

 Ghazal .  Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

 Ghazal .  Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Ghazal . Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte

    R. M. Dixit
    R. M. Dixit
    Fresher
    Fresher

    Member is :
    Online  Ghazal .  Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte Online
    Offline  Ghazal .  Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte Offline


    Male

    Gemini Snake

    Posts : 5
    I Live Jodhpur India

    Job/hobbies : Retired. Music, singing Ghazals, songs etc.
    KARMA : 0
    Reward : 3

    Mood : Happy

    music Ghazal . Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte

    Post by R. M. Dixit Sun Jan 27, 2013 6:44 pm

    Mareeze mohabbaat unhii ka fasana
    sunata raha dam nikalte - nikalte,
    Mager jikre shame alam jab se aaya
    Chiraage saher bujh gaya jalte-jalte.

    Unhen khat main likhaa tha dil muztarib hai
    jawaab unka aaya mohabbat na kerte
    Tumeh dil lagaane ko kisne kaha thaa
    bahal jaayega dil bahalte-bahalte.

    Iradaa tha terke - muhabbat ka lekin
    farebe tabbasum main fir aagaye ham
    Abhii khaake thoker sabhal bhii na paaye
    ke fir khaayi thokar sabhalte-sambhalte

    Mager koii waada khilaafi ki had hai
    hisaab apne dil main lagaa ker to dekho'
    Qyaamat ka din aagayaa raftaa-raftaa
    mulaqaat ka din badelte-badelte.
    Baba
    Baba
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online  Ghazal .  Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte Online
    Offline  Ghazal .  Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte Offline


    Male

    Virgo Goat

    Posts : 4687
    I LiveIn d heart of my beloved

    Job/hobbies : Webs & Graphic Designer
    Humor : Killer

    KARMA : 12
    Reward : 2427

    Mood : sad

    F4e Status : Jeene Marne Ki Wajah Hum The Aur Humhi,
    Bewajah Ho Gaye Dekhe Dekhte… :(

    music Re: Ghazal . Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte

    Post by Baba Sun Jan 27, 2013 9:09 pm

    Wah wah Mr. dixit.. very luvly sharing Thums up

    welcome to Frenz 4 Ever plz do keep sharing your collections or choise here with us

    feel free to ask about any queries you may have..

    hope to see from ypu more posts soon flowers
    Baba
    Baba
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online  Ghazal .  Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte Online
    Offline  Ghazal .  Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte Offline


    Male

    Virgo Goat

    Posts : 4687
    I LiveIn d heart of my beloved

    Job/hobbies : Webs & Graphic Designer
    Humor : Killer

    KARMA : 12
    Reward : 2427

    Mood : sad

    F4e Status : Jeene Marne Ki Wajah Hum The Aur Humhi,
    Bewajah Ho Gaye Dekhe Dekhte… :(

    music Meri zindagi pe na muskara mujhe zindagi ka alam nahi

    Post by Baba Sun Jan 27, 2013 9:23 pm

    This one is for you buddy Thums up

    Meri zindagi pe na muskara mujhe zindagi ka alam nahi,
    Jise tere gham se ho vasta wo khizan bahar se kam nahi,

    Mera kufr hasil-e-zud hai mera zud hasil-e-kufr hai,
    Meri bandagi wo hai bandagi jo rahin-e-dair-o-haram nahi,

    Mujhe ras aaye khuda kare yahi ishtibah ke saaten,
    Unhen aitabar-e-vafa to hai mujhe aitabar-e-sitam nahi,

    Wohi karavan wohi raste wohi zindagi wohi marahale,
    Magar apane-apane muqam par kabhi tum nahi kabhi hum nahi,

    Na wo shan-e-jabr-e-shabab hai na wo rang-e-qahar-e-itab hai,
    Dil-e-beqarar pe in dinon hai sitam yahi ki sitam nahi,

    Na fana meri na baqa meri mujhe ae ‘shakeel’ na dhundiye,
    Main kisi ka husn-e-khayal hun mera kuch vujud-o-adam nahi...

    Sponsored content

    music Re: Ghazal . Mareeze Mohabbat unhi ka fasana sunata raha...dam nikalte

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Apr 26, 2024 3:48 pm