FRENZ 4 EVER

is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Fri Dec 25, 2009 11:10 pm

    Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai,
    tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai.
    phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar,
    shayad is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai
    Daisy
    Daisy
    Grafik Moderator
    Grafik Moderator

    Member is :
    Online is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Online
    Offline is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Offline


    Female

    Virgo Cat

    Posts : 3566
    I Live

    Job/hobbies : Like music
    KARMA : 167
    Reward : 744

    Mood : springy

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Daisy Sun Dec 27, 2009 1:02 pm

    bohat khoob ashu..



    Kabhi Hamne socha bhi na tha ki
    Kisi mod par aapse mulakat hogi
    Itani duriyaan hone par bhi
    Hamari dhadkane ek saath hongi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Dec 27, 2009 7:31 pm

    shukriya daisy ji
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Sun Dec 27, 2009 7:44 pm

    dil todne wale kabhi dil todne se pehle sochte nahi,
    wo duniya main kabhi kisi ke hote nahi,
    wo kya janenge kitna dard hota hai dil tutne par,
    kyuki dil todne walo ke to dil hote hi nahi
    Daisy
    Daisy
    Grafik Moderator
    Grafik Moderator

    Member is :
    Online is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Online
    Offline is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Offline


    Female

    Virgo Cat

    Posts : 3566
    I Live

    Job/hobbies : Like music
    KARMA : 167
    Reward : 744

    Mood : springy

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Daisy Mon Dec 28, 2009 10:23 am

    Haadse banke yahan log mila karte hai
    Zakhm dene ke hi saman kiya karte hai
    Roz gir jati hai deewar tere vaadon ki
    Roz hum maut ke saaye me raha karte hai
    Laakh tu pyar ke padta rahe mantar
    Jinki fitrat me ho dasna woh dasa karte hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Dec 28, 2009 7:42 pm

    JABSE UNSE MULAKATO KA DOR THAM GAYA HAI,
    ZINDAGI ME KHUSHIYO KA AANA THAM GAYA HAI,
    KUCH PAL GUJARE THE JO SAATH UNKE,
    AB TO JIWAN ME HASIN PALO KA AANA THAM GAYA HAI,
    KABHI HASTE THE MUSKURATE THE SAATH UNKE,
    AB TO HASI KA LABO PAR AANA THAM GAYA HAI
    Daisy
    Daisy
    Grafik Moderator
    Grafik Moderator

    Member is :
    Online is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Online
    Offline is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Offline


    Female

    Virgo Cat

    Posts : 3566
    I Live

    Job/hobbies : Like music
    KARMA : 167
    Reward : 744

    Mood : springy

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Daisy Wed Dec 30, 2009 9:47 am

    Bohat khoob ashu ji..

    Na jante the k unse mulaqat hogi
    Meri khawbon mein ek naye subha hogi
    Unse milne ke baad yun zakhm dil pe lage
    Ke zindagi k safar mein pal pal imtihaan hogi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Mon Jan 25, 2010 10:06 pm

    Jab bhi kareeb aata hoon batane ke liye
    Zindagi door rakhti hai satane ke liye

    In faaslon ko na samjho meri bewafayi
    Main door hoon tumse paas aane ke liye

    Mat jaano haqeeqat mere in Aansuon ki
    Main to rota hoon tumhe hansane ke liye

    Ab duniya kuch bhi kahe mujhe parwah nahi
    Main to jeeta raha zindagi marr jaane ke liye
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Thu Feb 11, 2010 12:15 am

    TANHAI NA PAYE KOI SATH KE BAAD,
    JUDAI NA PAYE KOI MULAQAT KE BAAD,
    NA PADE KISIKO KISIKI AADAT ITNI,
    KE HAR SANS BHI AAYE USKI YAAD KE BAAD
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Thu Feb 11, 2010 7:12 pm

    Aap ke Jaanisaar. Hum bhi hai.
    Aashiq-e-Dil figaar, Hum bhi hai.
    Dard kahta hai. Mujhse tanhaiyo me
    Tum na ghabrao. Yaar saath hum bhi hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Thu Feb 11, 2010 9:48 pm

    gud one tanvi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Thu Feb 11, 2010 9:56 pm

    shukriya ashu
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Thu Feb 11, 2010 11:55 pm

    always my pleasure
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Fri Feb 12, 2010 12:10 am

    ulfat mein aksar aisa hota hai,
    ankhein hasti hai aur dil rota hai,

    mante hai hum jinhe manzil apni
    humsafar unka koi aur hota hai.



    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Fri Feb 12, 2010 12:17 am

    Unke ishq me Kya khoya hai kya paya hai
    Sara gham to apni hi jholi me aaya hai
    Wo khush rahe aabad rahe uski duniya
    yahi soch ke humne bhi aage kadam badaya hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Fri Feb 12, 2010 12:21 am

    Very nice
    Meri Chahat ne Use Khushi De di,
    Badle Me Usne Mujhe Sirf Khamoshi De di.

    Khuda Se Dua Mangi Marne Ki,
    Lekin Usne Bi Tadapne Ke Liye Zindagi De di .......



    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Fri Feb 12, 2010 12:23 am

    chahne se bewafai ka daur nahi badalta,
    aankho me ashk ho to dil nahi pighalta,
    koi keh kar to dekhe hal-e-dil apna,
    dil ka aalam itni aasani se nahi sambhalta.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Fri Feb 12, 2010 12:26 am

    Har ek muskuruhat muskan Nahi hoti,
    nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti,

    aansu gam ke aur khushi ke ek jaise hote hai,
    inki pehchan aasan nahi hoti


    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Fri Feb 12, 2010 12:36 am

    Ek jaam woh pila gaye hai apni mohabat ka
    Uske nashe hum aaj is kadar Khoye hai
    Tut-ti nahi nind puri raat jam ke soye hai
    Subah aankh khuli Jate dekh unhe jam ke roye hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Guest Fri Feb 12, 2010 12:42 am

    Jan kar bhi tum mujhe jan na paye,
    aaj tak tum mujhe pehchan na paye,

    khud hi ki hai bewafai hum ne,
    ta ki tujh pe koi iljaam na aaye

    Sponsored content

    is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai Empty Re: is zindgani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu May 02, 2024 7:03 am