Dil dukha ke wo bole udas na raha karo
Door ahr pal jaye aur kahe hame yaad na kiya karo,
Is dil ne ek baar phir tumhe pookara hai
mere saanson main tum sama jaao
ki tinka bhi deewar na ban sake
is dil ke itne kareeb aa jao,
Is berahmi ki wajah na batao
bas mere dil ke kareeb aa jao
ye doori dard hai ek bewajah
aaj tum meri saanson main bas jao...
Door ahr pal jaye aur kahe hame yaad na kiya karo,
Is dil ne ek baar phir tumhe pookara hai
mere saanson main tum sama jaao
ki tinka bhi deewar na ban sake
is dil ke itne kareeb aa jao,
Is berahmi ki wajah na batao
bas mere dil ke kareeb aa jao
ye doori dard hai ek bewajah
aaj tum meri saanson main bas jao...