Sitaroon ne kaha rim jim ka naam hai zindagi,
Chand ne kaha musalsal safar ka nam hai zindagi,
Baharon ne kaha khushbu bakharne ka naam hai zindagi,
Sooraj ne kaha roshni ka naam hai zindagi,
Pani ne kaha rawani ka nam hai zindagi,
Aashiq ne kaha kisi ki aashiqi hai zindagi,
parwane ne kaha jal jana hai zindagi,
Musafir ne kaha batakne ka naam hai zindagi,
Bande ne kaha bandagi hi hai zindagi,
Phool ne kaha muskarana hai zindagi,
Deewane ne kaha deewangi hai zindagi,
Raat ne kaha tareeki hi hai zindagi,
Parinde ne kaha uran aik hai zindagi,
Shama ne kaha roshni hai zindagi,
Awara ne kaha awargi ka nam hai zindagi,
jab pucha gaya hamse kya hai zindagi,
Ham ne kaha "Aap" hai hamari zindagi...